Song: Aas Paas Khuda
Artist: Rahat Fateh Ali Khan
Dhundhla jaayein jo manzilein
Ek pal ko tu nazar jhuka
Jhuk jaye sar jahan wahi
Milta hain rab ka rasta
Teri kismat tu badal de
Rakh himmat bus chal de
Tera saathi, mere kadmon ke hain nishan
Tu na jaane aas pass hain khuda
Tu na jaane aas pass hain khuda
Khud pey daal tu nazar
Halaton se haar kar
Kahan chala re
Haath ki lakeer ko
Modhta marodhta hai hosla re
To khud tere khawabon key rang mein
Tu apne jahan ko bhi rang de
Ke chalta hoon main tere sang mein
Ho shaam bhi toh kya
Jab hoga andhera
Tab payega dar mera
Uss dar pe phir hogi teri subah
Tu na jaane aas pass hain khuda
Tu na jaane aas pass hain khuda
Mit jaate hain
Sabke nishaan
Bas ek woh mit-ta nahi hain
Maan le jo har mushkil ko
Marzi meri
Ho humsafar na tera jab koi
Tu ho jahan, rahoonga main wahi
Tujhse kabhi na ek pal bhi main juda
Tu na jaane aas pass hain khuda
Tu na jaane aas pass hain khuda
Artist: Rahat Fateh Ali Khan
Dhundhla jaayein jo manzilein
Ek pal ko tu nazar jhuka
Jhuk jaye sar jahan wahi
Milta hain rab ka rasta
Teri kismat tu badal de
Rakh himmat bus chal de
Tera saathi, mere kadmon ke hain nishan
Tu na jaane aas pass hain khuda
Tu na jaane aas pass hain khuda
Khud pey daal tu nazar
Halaton se haar kar
Kahan chala re
Haath ki lakeer ko
Modhta marodhta hai hosla re
To khud tere khawabon key rang mein
Tu apne jahan ko bhi rang de
Ke chalta hoon main tere sang mein
Ho shaam bhi toh kya
Jab hoga andhera
Tab payega dar mera
Uss dar pe phir hogi teri subah
Tu na jaane aas pass hain khuda
Tu na jaane aas pass hain khuda
Mit jaate hain
Sabke nishaan
Bas ek woh mit-ta nahi hain
Maan le jo har mushkil ko
Marzi meri
Ho humsafar na tera jab koi
Tu ho jahan, rahoonga main wahi
Tujhse kabhi na ek pal bhi main juda
Tu na jaane aas pass hain khuda
Tu na jaane aas pass hain khuda
Good!
ReplyDelete