Friday, May 17, 2013

Saiyaan

Song: Saiyaan
Artist: Kailash Kher

Heere moti main na chahoon
Main to chahoon sangam tera
Main to teri saiyaan
Tu hai mera
Saiyaan....

Tu jo chhoole pyar se, aram se mar jaoon 
Aaja chanda baaho mein, tujmein hi gumm ho jaoon mein
Tere naam mein kho jaoon
Saiyaan... 

Mera dil khushi se jhoome, gaaye raatein
Pal pal mujhe doobayein jaatein jaatein
Tujhe jeet jeet haaroon, yeh pran-pran waaru, 
Haye aise mai niharu, teri aarti utaaru
Tere naam se jude hai saare naate
Saiyaan, saiyannnnn..
Banke maala prem ki, tere tan pe jhar jhar jaoon


Baithun naiyan preet ki sansaar se har jaoon main, 
Tere pyaar se tar jaoon 
Saiyaan...

Yeh naram-naram nasha hai badhta jaaye

Koi pyaar se ghunghatiya deta uthaye
Ab baawara hua mann, jag ho gaya hai roshan,
Yeh nayi-nayi suhagan, ho gayi hai teri jogan, 
Koi prem ki pujaran mandir sajaye
Saiyaan...

No comments:

Post a Comment