Song: Tumhi ho bandhu, sakha tumhi
Artist: Kavita Seth, Neeraj Shridhar
Yara tere sadke ishq sikha
Main to aayi jag taj ke ishq sikha
Jab yaar kare parwah meri
Mujhe kya parwah is duniya ki
Jag mujhpe lagaye paabandi
Main hoon hi nahin iss duniya ki!
Tumhi din chadhe, tumhi din dhale
Tumhi ho bandhu, sakha tumhi
Dil ki takhti par hoon likhti ishqaa... ishqaa
Jag kya jaane dil ko mere ishqaa... ishqaa
Lag yaar gale se saar mere
Mujhe kya parwah iss duniyaa ki
Tu jeet meri, jag haar meri
Main hoon hi nahi iss duniya ki
Tumhi din chadhe, tumhi din dhale
Tumhi ho bandhu, sakha tumhi
Bann ke chahaat nazron se khath likhnaa... likhnaa
Tu hai jaisa mujhko vaisa dikhna... dikhna
De sabak sarooron ka saaki
Mujhe kya parwah iss duniya ki
Tu paas mere jag paas mere
Main hoon hi nahi iss duniya ki
Tumhi din chadhe, tumhi din dhale
Tumhi ho bandhu, sakha tumhi
Artist: Kavita Seth, Neeraj Shridhar
Yara tere sadke ishq sikha
Main to aayi jag taj ke ishq sikha
Jab yaar kare parwah meri
Mujhe kya parwah is duniya ki
Jag mujhpe lagaye paabandi
Main hoon hi nahin iss duniya ki!
Tumhi din chadhe, tumhi din dhale
Tumhi ho bandhu, sakha tumhi
Dil ki takhti par hoon likhti ishqaa... ishqaa
Jag kya jaane dil ko mere ishqaa... ishqaa
Lag yaar gale se saar mere
Mujhe kya parwah iss duniyaa ki
Tu jeet meri, jag haar meri
Main hoon hi nahi iss duniya ki
Tumhi din chadhe, tumhi din dhale
Tumhi ho bandhu, sakha tumhi
Bann ke chahaat nazron se khath likhnaa... likhnaa
Tu hai jaisa mujhko vaisa dikhna... dikhna
De sabak sarooron ka saaki
Mujhe kya parwah iss duniya ki
Tu paas mere jag paas mere
Main hoon hi nahi iss duniya ki
Tumhi din chadhe, tumhi din dhale
Tumhi ho bandhu, sakha tumhi
No comments:
Post a Comment